![]() |
| Dn;t ignore any one love... never |
Hai jo abhi fasle kadmo ke, dil se bade aazij hai!
payi hai duaa aapsi zindagi,itne ham khush naseeb hai !!
zarra etbaar rkhna hamare chahato ka aii khuda e noor,
ibaadat rkhte hai siddat se har waqt tere hi kareeb hai !!
payi hai duaa aapsi zindagi,itne ham khush naseeb hai !!
zarra etbaar rkhna hamare chahato ka aii khuda e noor,
ibaadat rkhte hai siddat se har waqt tere hi kareeb hai !!
Ek nazar chaha hai aapko apna banana ,
kabhi pyaar ho kbhi ruthna mananaa !
falak tak sath ka wada ho door ka ,
kabhi bebasi se aake gale lag jana !!
Didar e hushn ka yu raha diwanagi khwhishe aur tum hi ,.
bakraar dhadkano ki dhatkte har pal ho !
Mayush hai shabd muhbbat me naye andaz kha se laau...
nazarana kya pesh kar du jo tumpar mukmmal ho !!

Is riste ka aisa eitbaar ho ,
mere dua me bas teri khusi ka ikraar ho !
aisa darmiya ye lamho me ibadat ho ,
roye meri ankhe jo game mera yaar ho !!
*****************

0 comments:
Post a Comment