![]() |
| *GOD ALWAYS WITH US * |
Haqikat kya bayan kar de ,
sabab par peer anjana !
waqt e roop kismat ke ,
kiske hisse me kya jana !!
sabab par peer anjana !
waqt e roop kismat ke ,
kiske hisse me kya jana !!
Duaa kar hath aapno ke ,
nawaze dar pe bhid hai bhari !
bikhar kar bhi jiye jate ,
nibah hai jana na pahchana !!
Riwaz e reet zivan ka nibhana,
ho jeet ya sab hara !
biti hai jo kahi sab ban kissa ,
samajha antar naya kuch purana !!
Ilzaam si dhadkti saase,
adhure justju me zeena !
koi bada hai zamane me ,
kisi ka anadz hai sayana !!
Befikar bekauf hai kya ,
adat bani sahame se hai !
kosh leta hai ksmat ko,
muskil sach se gale lag jana !!
Paya kya khoya hai kya,
har pahlu me jiye jata hai!
rote man se hasne ka bahana,
khuda kitna gazab racha insaan !!
*****








0 comments:
Post a Comment